मंगलवार, 19 जनवरी 2016

Blog Ki Post Ko Badi Kaise Banaye

Best Hindi Tricks  Me Aapka Swagat he.

Aaj Ki ye best Tricks he jisse aap apni post ko badi banake Easily 300 500 aur 1000+ words likh sakte ho.
pehle to aapko iske baare me thoda bahot jaan na jaruri he.

Read Must:- Blog Ki Traffic Kaise Badhaye
badi post kaise likhe

300, 500, 1000+ Words Likhne Ke Fayde:-
---》 iske bahot faayde he agar aap 300+ words har ek post me likh raheho to aap apne blog pe easily Adsense Approve kar sakte ho. Ye ek adsense ki secrate aur best trick he.

---》  500 word se aapke blog ki post jaldi populer hogi compare to 300 words aur Keywords bhi jyada ho jayenge isliye aapka blog pehle se jaldi google search me aane lagega lekin uske liye aapko reguler blogging karna padta he isliye aap regulerly blogging me 500 words to kam se kam likhne hone chahiye.

---》 Blogging sikhte wakt to mene bhi badi badi Mistakes ki thi lekin dhire dhire kuch tips aur tricks exprience ke saath sikhta gaya.
1000+ Ye ek jabardast trick he jiske itne faayde he ki aap soch bhi nahi sakte honge me jab bhi post likhta hu to me 700+ words he ki nahi wo me check karke hi likhta hu isliye jitna ho sake me 1000+ words ki post likhne ki try karta hu. 1000+ post likhte ho to aapki post ko Google Search Engine Ek dam fast Index karta he yaaniki aap apni post ko 1 houre me Top me aur search me laa sakte ho speedly post google me laane ke liye aap 1000+ words ki hi post likho.

Read Must:- Mobile Ko Hang Hone Se Kaise Roke

Me Aapko Kuch ese Tarike Batana chahta hu taaki aap apni post ko badi se badi Bana paoge ye ek best trick he jise aap apni post ko 500 ya 1000+ words ki aasaani se bana sakte ho.

Read Must:- Android Mobile Ko Pc Se Kaise Connect Kare (All)

Blog Ki Post Ko Badi Kaise Banaye
    Blog ki post ko badi se badi banane ke liye kuch tips he jab bhi aap koi populer blog ki post padhte ho to aap sahi se kabhi dhyan nahi dete bas aap apne kaam se hi dhyan dete ho Isliye kuch log esi chizo ko secrate rakhte he me jab bhi kisiki post padhta hu to Uske post me itna dhyan lagata hu ki aaspaas kya ho rahahe wo bhi nahi pata hota aur kuch esi secrate chize saamne aa jaati he jisse me bada khush hota hu.

Ye ek secrat aur best trick he jisse aap apne blog ki post ko aasaani se 500+ aur 1000+ words ki post bana sakte ho.

Jese ki starting me post me kuch iss tarah se words add kare jese ki
"Hellow Friends Best Hindi Tricks Me Apka Swagat he" iss tarah kuch 9 words to aapke ese hi ho jaate he ha lekin ek bat jarur dhyan me rakhna ki bekar ke words na likhe jisse Visitors ko read karne me problem ho warna dusri bar aapke blog pe aane ka chances ghat sakta he.

Ye ek best trick he aur Dusri Trick Aap post me Peragraph Jarur paade jisse aapki post koi padhega to wo boar bhi nahi hoga aur aapki post bhi badi dikhegi aur Peragraph ke bich bich me link daale jese ki

Iss Post Ko Bhi Padhe:Website(Blog) Kaise Banaye Puri Jaankari Hindi Me
kuch iss tarah aap post ke peragraph ke bich me likhe.

Aur Post Ke End Me Kuch esa likhe ki bahoti post achhi lage jese ki mere sabhi post me "Agar aapko Ye post achhi lagi ho to jarur share kare aur Post Kesi lagi uski raay comment me jarur de" kuch iss tarah likhe jisse aap apni post ko aasaani se 1000+ words ki likh sakte ho.

Ab Aage Ye chize jarur dhyan dena aur Jab bhi post likhe tab Keywords jarur use kare taaki aur bhi populer ho sake.


To Me Ummid Karta hu ki apko ye post pasand aayi hogi to aap apne Friends ko jarur share karna aur aaj ki ye post kaisi lagi uski raay comment me jarur dena.

3 टिप्‍पणियां: