शनिवार, 28 मई 2016

Wordpress Blog Me About Author Me Image Kaise Add Kare

WordPress Blog Me to ham sab aa hi Gaye he to kyun Kuch hamari internet ki duniya Ke saath pahechan Banaye to friends ye he about author me apna aap Biography aur apna image add karke apne blog Ke founder yaaniki admin ki biography show aur uska image post Ke niche show karwa sakte ho



Iske Faayde bahot he lekin Lightly he aapko ese hi nahi dikhega jab ham apne blog Pe pure ki Puri about author ki detail aur biography add kar lete he to hame jyada comments mil jaati he kyuki aapki site pe bahot se log viswas karenge kyuki unko aur jyada questions karna Ka mood hoga to Iss tarah ek best example aapke saamne he to about author Ka image aur biography Iss trick ki madad se add Karde.

WordPress blog Me About Author Me Image Kaise Add Kare?


Step 1: Pehle Aap Apna WordPress blog ka Dashboard Open Kare baadme side bar manu ko open Kare aur usme niche tarah jaayie



  1. First To Click On User

  2. Click on Your Profile


Step 2: Ab Aapko Your Profile me editor Ke option Dikhenge wahape aap niche jaiye aur Kuch aapko Iss tarah se sikhe wahape click Kare



Gravatar open Karte hi aapko WordPress.com account maangenge agar aapka WordPress account nahi he to pehle use create karle baadme ye trick apply Kare to aapko WordPress account se sign in karna hoga baadme Kuch Iss tarah se show hoga

Step 3: Ab Profile Image mera show kar rahahe lekin aapka Kuch aur image show karta hoga so Mene already add kar rakha he isliye ab aap jese me image Pe click kiya he wese aap click kare



Baadme Add An Image Pe jaao. Jiski click Karne se upload ke liye option mangegana

Step 4: Upload Image me aapko bahot sare options already diye hote he jismese aap koi Bhi ek option choose karlo.



Ab Example Ke liye hamne Upload New Ko select karliye jahase ham directly apne gallary mese photo add kar sake.

Step 5: Ab Aap jan lo ki pehle Choose me jaake Images Ko Gallary mese select karna hoga baadme Next Pe Click Karde



Next Pe Click kardene Ke Baad aapko kuch Iss tarah crop Karne ko bolenge

Step 6: ab image ko apni aur se crop karle aur Crop and Finish Pe Click Karde

Step 7: Ab Crop Ho Jaane Ke Baad finish ho jaane Ke Baad Rating system he jisme aap G Rated Select Karo.

G rated Mene apni aur se rate rakha he uski jagah aap apni aur se aur koi rats Bhi set kar sakte ho.

Step 8: Ab Rated Ho jaane Ke Baad main step aata he uska email aapke Gravatar Me add hona jaruri he isliye add Karde aur Iss tarah image Pe click Kare

ab click on image Karte hi ek new popup khulega Jo Kuch Iss tarah Ka hoga.

Step 9: Iss tarah se agar email add nahi hua hoga to pehle add karmeka option aayega wahase pehle add karle baadme ye confirm Ka Show ho paayega.

confirm Pe click Karde aapka image add ho jaayega.

Image Add Hua Ki Nahi Kese Check Kare?


Ab ye chiz Bhi jaan Lena jaruri he kyuki aapko esa lagega ki image add ho gaya he sayad koi bich me problem aayi ho aur aapka image add hote hots rah gaya

To image add hua ki nahi wo check Karne Ke liye waapas aap apne blog Pe jaaiye wahape firse step 1 ko apply Kare your profile me jaake aapko jahape gravatar waala he wahape image show ho rahahe matlab ab aapka image add ho chuka he.

To Friends Ye Thi Basic WordPress Blog Ke About Author Me Image add Karne ki trick to jarur Iss trick ko aap apne blog Pe apply Kare aur trick achhi lagi ho to share karna mat bhuliyega.

 

5 टिप्‍पणियां: