शुक्रवार, 22 जुलाई 2016

Youtube Videos Monetize Kaise Kare Aur Adsense Se Kaise Connect Kare

To friends Aap Agar YouTube videos Pe achhe views laate ho aur agar aap Paisa kamana chahte ho to aap Google Adsense ki madad se Videos monetize karke pesa kama sakte ho. Me aapke saath ye trick share kar rahahu jisse aap apne YouTube channel Pe adsense approve kar paao aur achhe se pese kama sako.

YouTube videos Monetize Or Adsense se jode

Ab sabse pehle to YouTube Channel he aapka suppose koi to usme aapne already videos to upload karke rakhe honge.

Jab ham adsense add karenge, Video monetize karenge to hame hamare youtube videos open Karne Pe ads dikhne lagti he jis ads ko Dusre log aapke video ko open karke dekhne vaale he jiski madad se aap pesa kama sakte ho.

YouTube Videos Monetize Kaise Kare Or Adsense Se Kaise Jode?


Step 1 : Sabse Pehle Aap Apna YouTube Account login karle. Login ho jaane Ke Baad in steps Ka follow Karte jaaye.

Step 2 : jab aapka YouTube account login ho jaaye to direct aap Ye YouTube Monetize Ki link open Kare.

Enable account

Link open Karne Ke baad aapko iss tarah ka page dikhega jisme Aapko Enable My Account Pe Click Karna he.

Step 3 : Ab aage Ka page aapko niche ki tarah popup me open hoga.

Accept all policy

Ab open hote hi aap sab option Pe tick karke Continue Karde

Step 4 : Ab aage monetize ko on karne ko bolenge to got it Pe jaaye Aur agar aapko monatize ko on karna he to Karde.

Click Monetize

Step 5 : Ab aage ki proccess me jaate he ab ham YouTube videos monetize Karne Ke baad adsense se jodne Ke liye.

Sabse pehle aap ab Google Adsense Ke Iss Link Me Jaaye ab Google Account mange to login Karde ab Aapko Next Karne Ko bolenge To Next Pe click Karde.

Step 6 : aapko Iss tarah Ke do option dekhno ko milenge

Sign in Google account

Ek he Sing in to Isme se already jo aapne YouTube waala account login kar rakha he wahi login karde.

Agar Google account nahi he to aap dusa waala option choose kar sakte ho.

Step 7 : aage Adsense Ka page open hoga usme language Ka option dekhne ko milega.

Select language

Ab aap Jo Bhi Language me videos upload Karte ho wo language ko choose Kare aur baadme Save and Continue Pe click karde

Step 8 : ab aage aapko Adsense form dikhega Jo Kuch Iss tarah se hoga.

Submit application form for adsense

Isme Jo Jo detail maangi gai he use bharde aur laast me Submit My Application me click karde ab aapke mobile no. Pe confirmation code aayenge Jisse conform karvade.

Conclusion,


Sirf simply ye 8 steps Ka follow karke aap YouTube Videos Monetize aur adsense se jod sakte ho. Jiski madad se YouTube se paise kama sakte ho.

I Hope Ki aapko ye articles achha laga hoga, pasand aaya ho to share jarur Kare.

0 Please Share a Your Opinion.: