Domain Details Ko Find Karne Ke Faayde bahot he jese koi blogger ki personal detail nikalni ho for example unka konse email address se domain name Ragister he, unka mobile number konsa he, unka address kya he kahape rahete he, konsi site se domain ragister kiya hua he, hosting kahase le rakhi he etc Iss type ki bahot si detail aap haasil kar sakte ho.
- 85% Off Godaddy .COM Domain Ka Coupon Code
- How To Redirect Blogspot.Com Domain
- Blogger Blog Ka URL Change Kaise Kare
How To Find Domain Details For Any Site?
Unke domain details se unka personal details nikalna isliye jaruri he taaki aapko bahot si personal chize jaanne me jyada interested hote he aur unka agar aapko experience puchna ho to unhe Iss tarike se WhatsApp ya unke personal email address Pe mail ya call karke Kuch Bhi puch sakte ho agar aapse wo satisfied ho to, aap personally unse contact kar sakte ho.
Step 1: Sabse pehle ek site he jiski madad se hum iska domain Ka detail find kar sakte he to Who.is karke site he aap Isme jaaiye.
Step 2: Baadme aap niche diye hue screenshot Ka follow Karte jaaye
- Sabse pehle kisibhi site Ka name add Kare jiska aapko domain ragistration aur personal details nikalna ho.
- Aur baadme search Ke button Pe click Karde.
Step 3: Jab search Ke button Pe click karoge to site ki script load hogi aur baadme Iss tarah se aapko site ki detail mil jaayegi,
Jisme aap registration info dekh sakte ho ki mene Godaddy Pe apna domain name ragister kiya hua he,
Iss tarah se aap registrants contact info Bhi nikaal sakte yaaniki personal information jese Mene aapko upar bataya.
- Blog Banane Ke Baad Kya Kare [Full Guid]
- WordPress Blog Ki Post Me Search Meta Description Add Kaise Kare
- Blogging Me Writing Skills Improve Kaise Kare [Best Tips]
To friends Iss tarah se aap kisi blogger ke registrat domain details ko find kar kar sakte ho aur unse personally contact kar sakte ho.
I hope ki aapko ye post achhi lagi hogi, achhi lagi ho to share jarur kare.
0 Please Share a Your Opinion.: