मंगलवार, 15 दिसंबर 2015

Blogger Me Description Jode SEO ke Liye



Bahot sare log he jinhone banate samay blog bana liye he lekin unhe Google Search me Laane ke ideas nahi hote isliye unki traffic nahi badh paati aur wo blogging me unhe failure ki taraf jaana padta he. Isi liye Meta Tag Description Add Karna Blogging Ke Liye Important He.




Isliye aaj esi ek trick he ki aap apne blog ki achhi traffic bana sakte ho aur apne blog ko kahipe bhi dukha sakte ho ki ye blog kis ke liye banaya gaya he.

Kuch iske mere paas screen shots bhi he jo aap pure ke pura uski madad samaj jaaoge ki ye kis tarah se kaam karta he.

Pehle to aap apne Blogger.com me jaaye aur Google Account login kijiye.

Baadme niche diya hua screen shots ka follow kijiye ki kis tarah se diya gaya he


Meta Tag Description Kaise Add Kare?












1st and 2nd steps




Ab aage screen me diya hua he us tarah se aapko step follow karna he kuch image me diye hue point ke saath

1. 'Setting' par click kare

2. 'Search Preferences' pe click kare

Uske baad ek manu open joga jahape aapko ek description option dikh raha hoga.


 










3rd, 4th, & 5th steps




Isme aap dekh sakte ho ki description assaani se dikh rahahe wahape aapko
'Edit' pe click karna he ya first baar aapko wahape point ke hisab se.

3. Aapko 'No' pe tick diya hua he uske badle aapko 'Yes' pe Tick karna hoga.
Yes pe tick karte he hi ek box open ho jaayega

4. us box me aapko apne blog pe baare me likhna hoga jis tarah mene apne blog ke baare me likha hua he. Aur ye 150 character me aap likh sakte ho jo uski limit he.

5. is step me aapko likh diya baadme 'Save' button pe aap click kardo aur save ho jaayega.

Ab ye aapka blog ka description add ho gaya he ab aapko yr check karna he to mene niche screen shot diya he.


 










Description Kese View Hoga




Aap Ko kuch din ke liye wait karna hoga jab tak Google Wale submit karle tab tak.

Baadme aapkne Blog ka URL Google Search me Daaloge to kuch is tarah se batayega jese mene screen shot me diya hua he.

Kaam Kya Karta He?


--->Ab koi Google Pe search karta he jese ki mere description me likha hua he 'Online Kaise kamaye'  to koi search karega to description me he to wo google search me aa jayega aur is tarah se aap apne blog ki traffic me badasa badlav laa sakte ho.

Kaafi simple tips he aap is tips ka follow karke aap achhe blogger ban sakto ho.

To Friend Apne Blog Pe Aap Meta Tag Discription ko jarur add kare Taaki Aap Bhi Success Ki Aur Badh Sako.


4 टिप्‍पणियां: