शनिवार, 26 दिसंबर 2015

Facebook Like Box Page Ko Blogger Blog Me Add Kaise Kare

Hello Besters, ham Facebook Page create karne ke baad blog pe Facebook Like Box Page ko add karke aap easily aapke blog ke jo main visitors he unko promote kar sakte hai aur visitors ke dwara jud sakte hai.

Facebook Like Box Page


Blogger Blog Me Facebook Like Box Page Ko Add Kaise Kare?


Step 1: Kuch steps he jo aapko follow karne honge but sab step Easy hi he.
Yaha Pe Click karne se ek Page Open Hoga  jo niche diye gaye screen shot me diya gaya he.

Best Hindi Tricks Ki Image
Upar mene No. ke saath diya gaya he isme
No.1---> Apne Fb Page Ki Link Past kare Jese Image Me ki he.
No.2---> Isme Timeline rakha hua hoga but ise clear karke Blank hi rehne de.
No.3---> Width me 300px type kare.
No.4---> Height Me 250px Type kare.
No.5---> Jitne me ticks he usme untick karde sirf "Show Friends Faces" Pe tick kare.
No.6---> Baadme Apko pure aapke page batayenge ki is tarah dikhega Aur Aap Get Code Pe Click karde mere image me net slow hone ki wajah se page ka image nahi bata rahahe.

Step 2: Ab Ek Code Waala pop-up page open hoga jo niche diya hua he.
Best Hindi Tricks Ki Image

Ab 2 box me code honge lekin upar diye gaye screen Shots ki tarah No.2 ka code copy kare.
aur Ab Apna blog blogger.com me jaake open kare open karne ke baadme kya karna he wo screenshot me dekhe.
Best hindi tricks ki image

Step 3: Blogger account open karke Layout pe click kare.



Best Hindi Tricks image

Baadme Add Gedget pe click kare click karte hi ek new page open hoga Ume aapko HTML/Script pe click karna hoga baadme niche wala page open hoga.
Best hindi tricks ki image

Step 4: Title me aap jobhi title daalna chahte he wo aap  Apni aur se daal sakte ho lekin achha wahi rahega jo mene daala he kyoki humto Facebook like box hi to add kar rahehe isliye esa hi title chune.
Aur Baadme Copy kiye gaye code Ko Diye gaye box me past karde aur Save karde.
baadme kuch der baad Fb page dikhne lag jaayega but thoda bahot uske liye time lagega.

Final Words


To dosto iss tarike se ham apne blogger blog pe Facebook like box ko add kar sakte hai aur easily promote kar sakte he aur aap apne visitors ko saath me rakh sakte hai aur facebook likes bhi badha sakte hai.

I hope aapko ye post pasand aayi hogi, pasand aayi ho to Whatsapp aur Facebook jese social media pe share jarur kare.

0 Please Share a Your Opinion.: