सोमवार, 25 जनवरी 2016

Blog Ki Post Ko Jaldi Search Me Kaise Laye

Agar aap ek blogger he to aapko pata hoga ki aapke liye post ko jaldi search me aana kitna jaruri he.


Must Read :-Blog Me Alexa Rank Widget kaise jode
Best Hindi Tricks

Bahot se bloggers ne apne blog ko Search Console aur Sitemap me submit to kar hi diya hoga lekin unki post ke kuch karan ki wajah se wo search me kam se kam 2-4 din to laga hi deti he aur baadme Index hoti he aur tab aapki post search me show hoti he agar aap iss post me di gai tips ko follow karke apni post ko kuch hi seconds me Search me laa paoge.


Must Read:- Blog Ki Traffic Kaise Badhaye?

jab Bhi Hum Search Karte he to Google Jyadatar àpke blog ke keywords jese ki Kaise, Best, Top, Famouse iss tarah ke keywords ko title aur post me jyadatar use kare.

Agar aap nahi jaan page ki traffic kyu nahi badh paa rahihe to aap yahapeClick Kare aur jaaniye.

Blog Ki Post Jaldi Search Me Kaise Laye?


blog banane ke baad hamara dusra kaam hota he Apni post ko Fast Search Me kaise laya ja sakta he.


Me Screenshots ke saath batana chahunga taaki aap aur bhi jaldi samaj sake.

1. Sabse Pehle Apne Account KoSearch Console me login kare.
Best Hindi Tricks


Baadme Crawl Pe Click kare Aur Kuch niche diya hua option open Hoga Ume Aapko Featch As Google  pe Click Kare click karne ke baad kuch iss tarah dikhe                    Best hindi tricks




2. Baadme Agar Aapka URL kuch Iss tarah hoga jese ki
http://besthinditricks.blogspot.com/ 2016/01/android-mobile-unlock-kaise-kare.html
iss tarah se kuch aapka URL hoga to Aapko uss mese 2016 se leke .html jese image me diya hua he wese add kare kyuki website to pehle se hi apko aage di hui he. Aur Baadme FETCH  pe click karde. Baadme kuch iss tarah aayega.



Best Hindi Tricks

3. Aap Iss image me dekh sakte ho ki kis tarah se aage ka option he aap URL submit karoge aur iss tarah Ka option hoga jisme likha hoga Submit To Index  jahape aapko click karna hoga. Submit index karte hi ek Popup open hoga jese niche screen shot me diya hua he.



best hindi tricks


4. Popup open hote hi Choose Submit method ka option open hoga jisme aapko Crawl only this URL                    
pe tick karna hoga Aur OK pe click karde. Ok Karne ke baad Aapka URL Google Search me submit ho jayega aur kuch hi seconds ya minits ya ghanto me dikhne lag jahega. Ye ek Traffic Badhane ke liye best trick he.


Submit karne se pehle?
 submit karne se pehle apne blog ki Post Me Discription Add kare baamde apne blog me apni aur se permalink bhi add kare.

Apne Blog ke words ho sake to aap 500+ ya 1000+ likhe jiski madad se jaldi se search me aa paye. Images Ko SEO friendly Banaye iss tarah se aap apne blog ki post ko Fast Aur Easily jaldi Search Me La Sakte ho.

To Friends Aajki Ye Post Kaisi Lagi Uski Raay Comment Me Jarur De.

Me Ummid Karta Hu Ki Aapko Puri Post Samaj Me Aa Gai Hogi Aur Aapko Agar kuch samaj nahi bhi aaya to aap jarur comment me sawal puchna. Aur me Ummid Karta Hu ki aapki post jaldi search me Aaye.

4 टिप्‍पणियां: