रविवार, 17 जनवरी 2016

Blogger Blog Me SEO Friendly Image Kaise Banaye

SEO Friendly Image Me aap aapke blog ke Images ko google search me top me bhi laa sakte he aur apne blog ko improve bhi kar sakte ho.

Ye bahoti important chiz he blog ki image ko Google search me laane Ke liye aur blog ki post ko Bhi SEO Friendly Banane Ke liye.

Agar SEO friendly Image hogi to wo Google bhi us image ko jaldi accept karega kyuki usme aapne pura SEO Ka use kiya hua he

Aap Apne image ko dalke bhi apna image google me Top pe dikha sakte ho aur bhi bahot se apko Seo friebdly image ke laabh he.

ab me aapko iske baareme screen shots batana chahta hu.
Best Hindi Tricks


agar aapka image me name iss tarah se kuch he to aap usse pehle hi rename karde aur niche diye gaye screen shot ke hisaab se choose kare.
Best Hindi Tricks

Image Ka naam iss tarah choose kare jese screen shot me SEO-Friendly-Image
uske bich me ' - ' jarur lagana agar aapne nahi lagaya hoga to URL me bhi SEO+friendly+image.... is tarah se àyega agar iss tarah aya to seo friendly nahi banega baadme blog ki post pe upload karke kuch niche diye gaye tips follow kare.

image ko upload karke image pe click kare to aapko kuch options dikhenge usmese aapki Properties pe click kare properties pe click karne ke baad niche diye gaye image ko follow kare.
Best Hindi Tricks Ki Image

Kuch iss tarah se aapko ek Image Properties ka bar open hoga usme aapke image ke baare me iss tarah se Likhna hoga.
Title Text - Image Ke Baare Me Likhe.
ALT Text - yaha pe aap keyword ko add kar sakte ho ya image ke baare me likh sakte ho.Iss tarah se Aapko Likhna hoga aur OK pe click karde aur iss tarah se aap apne Images ko SEO friendly Banake Google me Top pe laa sakte he.
Agar aapko Ye Post Achhi lagi to Share jarur karna Aur Iss Blog Ko Subscribe Karna Mat Bhulna.

2 टिप्‍पणियां: