गुरुवार, 25 फ़रवरी 2016

Blog Ki Post Copy Hone Se Kaise Roke


Aaj Hum Sab Jaanege Ki blog Ki post Ke koi content chura n jaaye uske liye security badhane waali trick he ye.





Log kabhi kabhi Hamare blog pe aate he Aur hamari post achhi lagti he to wo hamari post KO copy karke Apne blog me daal dete he. To hame Bhi iss chiz Ka nuksaan hota he.




Blog Ki Post Ko Copy Hone Se Kaise Roke?


 Agar Ek blogger ye chiz karlega to achhe Se achha usko advantages milega. Step 1:   Sabse Pehle Iss Code KO Copy Karke











1

2

3

4

5

6

7

8

<script type='text/javascript'>

if (typeof document.onselectstart != "undefined") {

document.onselectstart = new Function("return false");

} else {

document.onmousedown = new Function("return false");

document.onmouseup = new Function("return false");

}

</script>

Step 2: 1.Ab Blog Ke Dashboard me jaaye. 2.layout Pe click Kare. 3.Add Gedget Pe Click Kare 4.Ab HTML/Javascript Pe click Kare 5.Aapne Jo Upar Diya Hua Code Copy Kiya Hua He Usko Past Karde Aur save Kare. Baadme Save Management Pe Click karde Save Ho Jaane Par Aapke Blog Ki Post Koi Bhi Ab Copy Nahi Kar Paayega Ab Aapka Blog Secure Ban Chuka HeHe Iss trick Ki Madad Se Aap Apne blog pe copy Ke option KO easily disable kar sakte he. To friends ye thi aaj Ki Ek best post jiski Madad Se Aap Apne blog ki post Ko copy hone Se bacha sakte ho. To frds Iss trick ko share jarur Kare taaki aur log jaan Paaye.

6 टिप्‍पणियां: