शनिवार, 27 फ़रवरी 2016

Blogger Ke Blog Me Template Kaise Add Kare



Kya Apne New Template Add karke apne blogger blog ka look change kiya he.



Agar nahi kiya to hum iss post me jaanege ki Template kaise add karte he.

Pehle Aap Kahise Bhi Template Ki Site Se Ek Best Seo friendly template choose karle.

Blogger Template Add Kaise Kare?
Ab hum jaaanege ki add kaise hoga.


Step : 1
Ab Template pe pehle click kare.

Click n add


Step : 2
Click Backup/restore

Baadme Backup/Restore Pe Click Kare

Step : 3
Choose Your Template and Submit

Baadme Aap Apne Template Ko Choose File Pe Click Karke Template ki XML File Ko Choose Kare.
Aur Finally Upload Pe Click Karde Aapka Template Add Ho Jaayega.

To. Friends Ye Thi Aajki Simple Aur Best Trick Jiski Madad Se Aap Apne Blogger blog Pe Template ko change kar sakte ho aur new Template Add Kar Sakte Ho. To Iss blog ko share aur Subscribe karna mat bhuliyega taaki aur bloggers ko ye trick kaam aa sake.
 

0 Please Share a Your Opinion.: