सोमवार, 7 मार्च 2016

Camera Me Photo Nikalke Direct Koi Bhi Languages Me Translate Kaise Kare



Aaj Firse Ek Jabardast Trick Aapke Saamne He Jo Bahoti Aapke Life me important he. Jiska Naam he ki hum photo Translate kese Kare.




Jese ki kahipe koi Bhi Languages Me lagi Hui notice, Post, Books Ke Upar Likhe Sabd Wo Aapko Samaj me nahi aate to aap Iss app ki madad se easily koi Bhi chiz ko Translate kar paayenge wo Bhi Android mobile me.

Ab ham aage badhke Kuch steps ki aur jaate he to chalo dekhte he ki kis tarah se hum Likhe hue words ko Translate kar sakte he.

How To Translate Any Languages To Capture Photo? (Photo Translate)

Step: 1
First to aapko ek Android Ke liye app download karna hoga jiska Naam he Google Translater 
Yahase aap directly download kar sakte ho.

Step: 2
Baadme app ko install karde aur Kuch screenshot me diya hua he uske hisaab se camera ke button Pe click kare
Open your camera

Step: 3
Baadme screenshot me bataye hisaab se jahape Kuch Bhi likha hua he uska aap photo nikaale



Capture photo

Photo nikalne Ke baadme aapko Iss tarah Ka show hoga


Step: 4
Ab aap touch ko tap karke Bhi select kar sakte ho jese hum Kuch eraser se mita sakte ussi tarah Isme aap selecte kar sakte ho.
Click select all

Aur baadme select all Pe click kardo


Step: 5
Aapko apna Translate Iss tarah show karega Kuch Mistake he jese aapko Translate sahi tarah nahi mil jaayega yaaniki words exchange ho jaayenge
Photo traslated

Lekin aap Iss ko samaj jaaoge ki he kya kehna chahta he.


To friends Ye Thi Aaj Ki best trick jiski madad se aap koi Bhi chiz Ka voice se Bhi Translate kar sakte ho. Lilhke Bhi Translate kar sakte ho...Aur Directly Camera me photo Nikalke photo Translate Bhi kar sakte he.
To friends Share Karna Mat Bhuliyega Aur Subscribe Bhi Jarur Karna.

2 टिप्‍पणियां: