गुरुवार, 3 मार्च 2016

Facebook Ka New Feature - Reaction[Emotion]

Aaj ki ye jabardast news he.


Facebook me dislike waala button to nahi rakha but uski jagah Pe unhone nikaale reaction Ka New features Add kiya Hua He Jisse aap apne Dosto ko like ki jagah reaction de sakte ho. What Is Reaction New Feature? Reaction feture Ab hum like ki jagah Pe Daal paayenge Jeseki like ki jagah Wow, Sad, Angry, Love, Haha(Hasana) Iss tarah aap apna like ki jagah emotion Bata sakte ho. How To Use? Isme Kuch add Karne jesa he nahi agar aap ek mobile user ho to pehle Facebook Ka official app download karlijiye baadme Kuch niche diye screenshot Ka follow kare.



Aap upar diye screenshot me dekh sakte he ki Kaise dikh rahahe reaction ka feature. Step: 1 Pehle To Aap Apna Fb App Download Kare. Step: 2 Koi Bhi photo Pe ya anything post me jaaye aur jahape aapko like button dikhta he wahape like Ke button ko thodi der Hold karke rakhe yaaniki daab Ke rakhe. Baadme upar diye hue screenshot Ke hisaab se open hoga aur emotion ko add karde. PC me Bhi Iss do step Ka follow karke emotion share kar sakte he. To friends Ye He Facebook Ka New Feature Jo Abhi Naya Naya Launch hua he. To aap Bhi Kisiko Bhi apna emotion Fb likes ki jagah dikha sakte ho. To ye new feature ka istemaal jarur kare. To friends iss blog Pe subcibe aur share karna mat bhuliyega taaki Dusre log Bhi Kuch Naya sikh Paaye.

5 टिप्‍पणियां: