Ye trick ki madad se Mene mere bahot se friends ko maamu banaya but unhe mene sikha Bhi diya baadme un sabhi Dosto ko he trick achhi lagi to mene socha kyu n mere Dusre friends Jo mere saath online Jude unke saath Bhi Iss trick ko share karu. To Aaj me aapko Bhi ye trick batane ja rahahu to ham is trick ko step by step sikhte jayenge.
- WhatsApp Pe Kisiko Bhi Mamu Kaise Banaye
- Kisibhi Number Se Call Kaise Lagaye [Free Call]
- Free Me Offline Call Kaise Kare
Unlimited Balance Ki Prank Trick Kaise Use Kare?
Step 1: Sabse Pehle hame fake my pro app ko download karna hoga.
Note :- Ye premium version he so charges langenge agar Iss aap ko free me download karna he to niche waali trick Ka follow Kare.
Iss trick ki madad se paid apps ko free me download kar sakte ho.
Step 2: App Ko simply install Karde baadme screenshot Ka follow Karte jaaye.
Ab aapko bahot saare option Dikhenge usme se koi Bhi use kar sakte ho lekin abhi ham balance Ke liye ye trick apply kar rahehe.
Step 3: ab aage ke option me aapko balance set karna hoga.
- Pehle Default Pe Click kate Isme coutom rakhke aap Jo msg show hota he ussd code daalne Ke Baad expire date waala wo change kar sakte ho.
- Ab aap kitni balance dikhana chahte ho wo enter Kare for ex- Mene 99999 daala hua he.
- Ab aap konse ussd code daalke balance show karna chahte ho mera sim Airtel Ka he isliye mene *123# rakha hua he.
- Ab Red tick hoga wahape tick Karne se green ho jaayega yaaniki enable ho chuka he.
- Aur last me set balance Pe click click Karde.
To Iss 5 step Ka follow karna important he.
Step 4: Ab Aage Hame apne mobile Ka keypad dial pad Jo bolte ho wo open karna he jahase ham ussd code Daal se
Ab Mene aapko pehle bataya ki aap apni aur se ussd code add kar sakte ho mene *123# rakha he to baadme dail karke sim Pe click Karde.
To aapko apni unlimited balance jitni aapne app me add ki hogi wo show ho jaayegi jese niche screenshot me ho rahihe
To friends Iss tarah aap kisi Bhi friends ko unlimited balance add karke batake maamu bana sakte ho ye Prank Trick achhi lagi ho go share jarur karna.
bhai Yaar jabardast trick he ye to.
जवाब देंहटाएंIsme data kese change Kare Jo expire data bat rahahe wo
Bhai Jo 2nd screenshot me aapko bataya hua he default rakha he wahape custom rakhke edit kar sakte ho
जवाब देंहटाएं