How To Change Phone Number On Google Account?
Step 1: sabse pehle aap Apna Google.com Pe jaake Google account login karle.
Step 2: Login ho jaane Ke Baad aapko upar ki aur manu bar Dikhenge usme niche screenshot Ke hisaab se click Kate.
- Aap first pehle to Squre setting waale icon Pe jaaye
- Baadme Kuch Google ke alag alag tools Dikhenge usme aapko My Account Me Jaana he.
Step 3: Ab Aapko Bahot saare option dikh rahe honge
Personal Info & Privecy Ke niche ki aur aapko Your Profile Info karke option dikhne ko milega usme chale jaao.
Step 4: Ab aage aapko Phone no. Add kiya hoga wo option dekhne ko milega wahape phone me click Kare
Phone me jaane Ke Baad
Step 5: Ab recovery phone Ke niche aapko apna mobile number Dekhne ko milega aur uske saamne hi aapko ek edit Ka icon dikhega wahape click Kare. Ab jab aap edit Ke icon Pe click karoge to aapko firse account login Karne ko bolega so aap hi ki ID he wo conform Karne Ke liye ye firse account login karna padega.
Ab Aage account recovery option open hoga.
- Blogger Pe Adsense Approve Kaise Kare [Easy Trick]
- Facebook Pe Like Kaise Badhaye (Autoliker)
- Android Mobile Ko PC Se Kese Connect Kare
Step 6: ab aapko update phone ka option dekhne ko milega.
Ab aap jab update number Pe click karoge to aapko mobile no. Add Karne ko bolega. To wahape aap apna new regular mobile no. Ko add kardo.
Step 7: Ab mobile no. Add ho jaane pe aapke mobile me Verification code aayega Jisse aapka number verify karwana he.
- Enter Code Waale box me apne mobile me aaya hua msg Ka code add Kare
- Code add Karne Ke baad verify Pe click Karde.
To Iss tarah se aap apne new phone number update kar sakte ho.
To friends Iss tarike se ham apne Google Account Ka mobile number change kar sakte he Jisse aap apna Google account recover kar sakte ho. Share This Post With Hour Friends...[Change Phone Number On Google Account ]
0 Please Share a Your Opinion.: