सोमवार, 6 जून 2016

Songs Video Background Me Play Kaise Kare

Me abhi video songs Baja rahatha tabhi Mene mere video song ko minimize kaiya aur song bajta raha aur me apna kam Karne lag gaya to mere friend ko ajib laga ki ye video background Me Kaise play kar rahahe aur tabhi mere friend Ne mereko pucha ese kese kiya aur Mene usko sikha diya.



Tabhi thodi der baad mereko yaad aaya ki kyun me apne blog Pe ye post daalu taaki aur mere bahot se frds isse padhke wo Bhi video background Me play kar sake.

Video Background Me Play Kaise Kare?


Android Mobile Ki Hi Ye trick he. Aur Iss trick me aapka thodasa app download Ke liye internet ki jarurat padegi.

Step 1: Sabse Pehle iske liye MX Player Aapko download karna hoga. Aur usko simply install karle.

Step 2: Ab Aage aap Jo Bhi video Background me play karna chahte ho usse me jaaye aur video ko chalu Kare

Step 3: Video Ko Chalu Karne Ke baad niche waale screeshot Ka follow Kare.



Video ko chalu Karne Ke baad Hamare Android mobile me 3 buttons aate he Home, Back Aur Manu Ka Usme Aap Manu waale button Pe click Karde. Click Karte hi screenshot me diya hua he wese aapke mobile me open hoga jisme Play me jaaye

Step 4: Play Me Jaane Ke Baad aapko Iss tarah se option Dikhenge.



Ab Background Play Ke Saamne tick Ka option dikh rahahe jaha Pe tick karde. Aur ab bas back Kare ya minimize Karde. Aapko Iss tarah dekhne ko mil jaayega chalu he wo aap notification me dekh sakte ho.



To friends Iss tarah se aap apne Android mobile me Video Background Me Play kar sakte ho to frds Iss trick ko share karna mat bhuliga.

2 टिप्‍पणियां:

  1. Vivek Darji, Aap apne Home button ke url ko sahi kare. Kyonki is par click hone ke baad aapka blog open nahi hota hain. Kyonki home mein Http:// ki jagah Http// istemal hua hain. Ise theek kare. Dusra main aapse yeh kahna chahta hoon ki aap Adsense ke ads ka sahi istemal nahi kare rahe hain. Kahne ka matlab hain ki Sirf ek hi Ads show kar rahe hain aur veh bhi Side Bar mein. Post mein 2 ads aur show kare. Isse aapko zyada earning hogi aur isse website mein ek professional look bhi aata hain. Mera farz tha aapko acchi tips dena. Thanks....

    जवाब देंहटाएं
  2. Thank You...So Much Ki Aapne Muje Inform Kiya Muje ye baat bahot achhi lagi Navjyot Kumar Me Aapka Bahot Bahot Dhanywaad Chahta hu....

    जवाब देंहटाएं