गुरुवार, 2 जून 2016

WordPress Blog Me Footer Me Pages Add Kaise Kare [Ribbon Theme]

Ye tutorial he pages Ke baare me jiski madad se aap footer me pages add kar sakte ho. Aap Iss trick ki madad se sabse last me pages add kar sakte ho.


Wordpress blog ke Footer Me Pages Kaise Add Kare?


Step 1: sabse pehle to aap apna WordPress account login karle ab side bar manu ko open Kare open Karte hi niche ki aur appearence Ke niche Ribbon Option dikhega wahape jaye.



Ab Jan ribbon open karoge to Kuch Iss tarah Ka page.

Step 2: Mythemeshop Ka main page khulega.



Ab Aapko Andar general setting dekhne ko milega usme jaaye.

Step 3: Ab Copyright Text Isme code hote he Jo aapko niche Mene diye he.



Past This Code

<a href="http://besthinditricks.com/contact-us">Contact Me</a> |
<a href="http://besthinditricks.com/category/sitemap">Sitemap</a> |
<a href="#">Privacy Policy</a> |
<a href="http://besthinditricks.com/guest-post">Guest Post</a> | &nbsp

Note - Isme meri link dikh rahahe wahape aapke pages ki link add Karde.

Aur aakhir me save karde

Iss tarah se aap apne WordPress Ke theme Ke footer me pages add kar sakte ho. To share jarur Kare taaki aur log Bhi sikh sake.

 

9 टिप्‍पणियां:

  1. bhai mere dashboard me ribbon ka option nahi a rha hai

    जवाब देंहटाएं
  2. Ho sakta hai ki aapme appearance >> Theme Option Me ho kahi, mene jab ribbon theme lagaai thi tab uss time ye alag se option aata tha ribbon ka..

    जवाब देंहटाएं
  3. मेरी website intverter ac और कूलर की है तो adsense के ads उसी type के आते है कुछ दुसरे type ads लाना चाहे तो मतलब मेरे प्रोडक्ट्स से रिलेटेड ads नहीं आने चैये कोई समाधान

    जवाब देंहटाएं
  4. Jo ads aa rahehe wo sites aap blocked karde, par aapke keyword ke hisaab se hi ads dikhenge ye problem to rahegaa hi...

    जवाब देंहटाएं
  5. Vash sir nice information aapne share kiya. Thanks for sharing this useful information..

    जवाब देंहटाएं