बुधवार, 1 जून 2016

Facebook Profile Picture Me Video Kaise Set Kare

Dosto Facebook Bahot Kuch Naya Naya karta aa rahahe Aaj firse mereko aur ek new feature dekhne ko Mila jisme aap Facebook profile picture me video add kar sakte ho. Jisse hum profile pic ki jagah video se kisi frds ko aur alag tarike se show kar sakte he.



How To Add Video In Facebook Profile Picture?


Step 1: Facebook Android App ko sabse pehle aap download karke ye play store se aapko easily mil jaayega yaad rakhe iske official app ko download Kare.

Step 2: ab aage apna account login Karde login Karne Ke baad apne Fb Ke side me side bar manu hoga jahase aap side bar manu ko open kar sakte ho.



Means Ke apni profile me jaaye Jese meri profile me aap dekh sakte ho vivek Darji likha hua.

Step 3: ab aapko simply ek EDIT Ka option dikhta hoga.



Edit Pe jaaoge to aapko es tarike se options show honge Jo niche screenshot me dekh sakte ho.

Step 4: Ab Aapko do tarike Ke options dikh rahehe ek he Take a New Profile Video jahase aap apna live video utarle upload kar sakte ho



Ab dusra option he Upload Video or Photo Iss option mese aap apne mobile me already Jo video he wo upload kar sakte ho aur photo Bhi upload kar sakte ho.

Note :- Aap Iss me Video 7 Second Ka hi upload kar sakte ho. Aur dusri baat rahi update ki to bahaot se logo me ye feature nahi aaya hoga kyuki ye feature dhire dhire sabhi ki profile me update hota he.

Friends To aap bhi apna Facebook profile picture ki jagah apna video set kar sakte ho. To Iss post ko share jarur karna taaki aur log Bhi is feature ko jaan sake aur is trick ka faayda utha sake.


 

0 Please Share a Your Opinion.: