Iss post Se ap samaj paaoge ki hum sitemap submit kese Karte he.
- WordPress Blog Me Meta Tag Description Kaise Add Kare
- Blogger Pe Adsense Approve Kaise Kare [Easy Trick]
- Images Ko SEO Friendly Kaise Banaye
How To Add HTML Sitemap Page On WordPress?
Step 1: Sabse Pehle To Aap Apna WordPress Blog Login Karle Aur Baadme Hierarchical HTML Sitemap Iss Plugin Ko Install Karle. Iss plugin me koi Bhi setting ki jarurat nahi he simply install karke Active Karde.
- WordPress Blog Me Plugin Install Kaise Kare?
Step 2: Next, Ek New Page Create Kare Wo aapko side bar manu me jaake pages me jaake new page karke option diya hoga wahape jaaye.
Step 3: Aapko Page Me Agar Text Pada ho to Visual Select Karde
Page simply "htmlmap showpages" iss Text ko copy karke (without coma) add karde aur isne dono side me [ ] ye lagade jese upar Mene screenshot me bataya hua he. Bas ab publish Pe click Karde.
Ab aap Apna HTML Sitemap Page ko Iss tarah se dekh sakte ho.
To Friends Iss Tarah Se Aap Bhi apne Blog Pe HTML Sitemap Page ko Add Kar sakte he aur blog ko aur Bhi seo friendly bana sakte he.
To friends Iss HTML Sitemap Page waali trick ko share karna mat bhuliyega bahot se log honge Jo abhi nahi kar pae honge so jarur share kariye aur new post apne mail me paane Ke liye apna email niche email Subscribe box me Subscribe jarur Kare.
wordpress ki post me html box kaise banate hai
जवाब देंहटाएंAap Post Likhte wakt Jo Post Likhte wakt main option dikhte he ex- Bolt, Link etc.. Waha Right side corner me Visual Rakha Hua hoga wahape aap Text Ko Select Karde...
जवाब देंहटाएं