Hum sab sayad VPN chalana sikh chuke he lekin sab log abhitak 2G use Karte honge yaaniki wo 2G speed me use Karte he iski jagah pe me Kuch new trick laya hu jiski madad se aap apne airte ki sim me 3g active kar paoge aur 3g speed me net chala paoge.
How To Active 3G in Airtel?
Step 1: Pehle To My Airtel App Yaaniki uska old version yahase download Kare
Download
Click on download
Step 2: Baadme Apk20 se hi download Kare play store me se download na Kare yaaniki unki hi website se download karna he agar play store se download karenge to aapko update version milega hame uska old version hi chahiye.
Baadme app ko install Kare.
Step 3: Install karne Ke baadme Apna Airtel Mobile No. Ragister Kare.
Step 4: Baad me OTP(One Time Password) Code Ayega Jisko Aapko Conform karna hoga. Baadme ragister ho jaane Ke baadme kuch step follow Kare.
Step 5: Baadme 6 box option honge Jo upar Ke screenshot me aap dekh sakte ho usme apko ek 3G vaala box dikh rahahe usme jaaye
Aur usme Active 3G Pe click karde
Aapko MSG Aayega Ki Aapka 3G active ho chuka he.
Note - 3G Active Karne Ke Liye aapka sim 3 month old hona chahiye.
Advantage
1. 2g recharge me 3g chalana ho.
2. VPN me speed laani ho.
Ye Do iske best advantages he.
To friends ye thi aaj Ki Ek best trick jiski Madad se Aap Airtel me 3g active kar sakte ho.
Iss tarike se apne mobile me aap Active 3G kar sakte ho to friends jarur share karna Iss trick ko taaki aur log Bhi iska laabh le sake
bhai uninor ni kai trick hoy to k.....
जवाब देंहटाएंNathi Bhai Airtel Ma Chaale Che To Chalav
जवाब देंहटाएं