बुधवार, 17 फ़रवरी 2016

Blogger Ka Best App Blogaway Full Detail in Hindi

Bahot se log Ka mobile Ka RAM aur uska processor kam hone ki wajah se unka mobile hang hota he so Aaj Ek ese app ki baat Karne ja rahahu Jo har ek blogger blog ye app ko mobile me chala sakta he simple aur best app he.




AGAR aap Blogaway App Download Karna Chahte Ho To Yahape Click Kare

Yaha Hum Baat Karenge Blogaway Ki Mene Pehle Ek Post daali thi 2 best blogger app Blogaway And Blogger official Iss post me mene ye jaankari di Thi 2 apps he ek official aur dusra blogaway to uske advantages aur disadvantages kya he ye aap jaan sakte ho Iss post me


Iss Tarah Iski Home Screen Ka Screenshot he jo aap upar dekh sakte ho.
Iss App Me Aapko Upar screenshots me 6-7 best option dikh rahehe jo bahoti kaam ke he.

Ye Ek Best App He Jiski Madad Se Aap Multiple Blog Chala Sakte Ho Iska Ye Ek Best Advantag He.
Visit Your Blog
Aap Dekh Sakte Ho Ki Me Iss App Ki Madad Se Do do blog ko Manage Kar Rahahu.
Your Updated Post

Ab Aap Upar Diye Gaye Screenshot me dekh sakte ho ki kis tarike se post dikh rahihe aur aap refresh karke post dekh sakte ho aur Post Pe Ki Hui Comment Bhi Post Ke Niche Show Hoti He.
visit specification

post Likhne Ke Baad Agar aap apne writing pe color karna chaho to kar sakte ho aur lilhe hue words Ko bolt kar sakte ho Aur Jahape Aapko badasa + dikh rahahe wahape images bhi add kar sakte ho.
add image, video and link

Ab aap upar diye gaye screenshot me dekh sakte ho ki Add Image pe click karke aap Images add kar sakte ho. Baadme Videos add kar sakte ho aur Link bhi add kar sakte ho iss tarah se aap apki post me ek best editing kar sakte ho.

Iss tarah inke best features Ka Android mobile me laabh le sakte ho iska disadvantages he ki Isme ham permalink add nahi kar sakte Isme ham, Schedule Time Set Nahi Kar Sakte, Description Add Nahi ho sakti Etc. To Bhi ek achha blogger banna he to ek baar jarur download Kare.

Aur iske Bahot se aur Bhi Advantages He.
Jese ki Aap Agar Apni post ko likhte ho aur achanak mobile switch off ho gaya to befikar aapki post draft me save rah jaayegi ye ek best advantage he iss app ka.




  • 85% Off Godaddy .COM Domain Ka Coupon Code April 2016

    To Friends Ye Tha Aaj Ka Ek Best Android App Jiski Madad Se Aap apna blogging aur Bhi aasaan bana sakte ho. Aur ye chiz ese bloggero Ke liye important he jinke paas PC nahi aur wo mobile se blogging Karte he to friends Iss post ko share jarur karna taaki koi Kuch Naya sikh Paaye.

0 Please Share a Your Opinion.: