Dosto, jese jese Hamare desh Ka vikash badh rahahe wese wese new technology aa rahihe to Hamare desh me 2g/3g to already tha lekin 4g Bhi ab bahot se gaav me aa gaya he lekin internet speed kitni aa rahi he wo check Karne Ke liye ye post jarur padhe.
Agar Ham Bhi Ab 2G Network Chala Rahehe To Ham Usse Achhi intenet speed Ke liye 3g 4g Ka Recharge karke full speed me Internet chala sakte he.
Lekin Kitni full speed wo hum Kaise Jaane?
Ab ye aap isily jaan sakte ho ki Hamare mobile me ya PC me downloading aur surfing speed kitni he.
Internet Speed Kaise Check (Test) Kare?
For PC User
Step 2: Ab Aap Ko Kuch Nahi karna Aapki Automatically speed batayega pehle to downloading speed loading hoga aur baadme Uploading speed load hoga
For Mobile User
Jo Mene upar 👆👆 link Ke saath diya hua he.
Pehle Aap Beging Test Pe Click Kare ab Kuch Iss type Ka manu show hoga.
Screenshot me aap dekh sakte ho ki Isme downloading aur uploading speed Bata rahehe ab jab Bhi aap Kuch download me Rakhte ho to uski Internet speed aap Iss app ki madad se easily check kar sakte ho. Aur uski upload hoti Hui speed Bhi scheck kar sakte ho.
- Without Internet Free Call Kaise Kare Janiye Hindi Me
- Songs Video Background Me Play Kaise Kare
Conclusion,
To Dosto, Iss tarah se aap easily koi bhi internet speed ko check (Test) kar sakte ho aur ye PC aur mobile me same process he.
I hope aapko ye Artical achha laga hoga, agar achha laga ho to share jarur Kare.
Great working for bloggers and many people i think u gona a big success on your own life.🙋
जवाब देंहटाएंThank You So Much Suneet Bro...keep visiting...
जवाब देंहटाएं