गुरुवार, 26 जनवरी 2017

WordPress URL "?m=1" Ko Remove Kaise Kare From Query String

Hello Besters, Jo Bhi blogger blog waale besters WordPress blog Pe jaa rahehe unke liye WordPress URL mese ?m=1 aur ?m=0 jese Query String mese variables Wordpress blog url hatana bahoti jaruri hai.


Remove ?m=1 in WordPress URL


Agar aap inko nahi hatao ge to 404 aur 301 jesi error aayegi aur isse aapke blog Ka SEO kharab ho sakta he.

Redirect karna jaruri he kyuki Blogger aur WordPress ki SEO systems bahot alag alag he jeseki permalink, Blog URL, Titles, Bahot Kuch SEO me fark dikhega aapko.

Ab ham main point Pe aate he ki WordPress url Jo hota he usme ?m=1 type Ka URL aata he install kardene par for example - http://Besthinditricks.com/?m=1 to Isme ?m=1 ko Redirect karna he http://Besthinditricks.com Ke saath Jisse WordPress blog me Improve kar Paaye aur Google search me Bhi WordPress URL show Karne lage.



Query String Mese ?m=1 aur ?m=0 WordPress URL Remove Kaise Kare?


Yahape Ham .htaccess me code add Karne waale he Jo bahoti dhyaan se Kare isse aapka SEO Bhi kharab ho sakta he .htaccess me code add Karne ki sabse simple method me aapko yahape Bata rahahu jiski madad se SEO better bana sako.

Step 1: Sabse Pehle aapko Yoast SEO Plugin install karna hoga jahase ham easily .htacess file edit kar paayenge.

Step 2: Install Karne Ke baad dashboard me jaaye aap niche image me dekh sakte ho.

Go to file editor

  1. Sidebar manu open karke Yoast SEO Dashboard Pe click Kare.

  2. Tools Ke option Pe click Kare.

  3. Aur file editor Pe click Kare.


Step 3: Ab File Editor open ho chuka hoga aur usme aapko Iss tarah se niche diye hue code ko copy karke #END WordPress Ke Upar paste karna hoga.

Add code in .htaccess
<IfModule mod_rewrite.c>
RewriteEngine On
RewriteCond %{QUERY_STRING} .
RewriteCond %{QUERY_STRING} !^(s|p)=.*
RewriteCond %{REQUEST_URI} !.*wp-admin.*
RewriteRule .* http://besthinditricks.com%{REQUEST_URI}? [R=301,L]
</IfModule>

Isme besthinditricks.com ki jagah apne blog Ka URL add karde.

Note :- Blogger blog mese mobile version ko off Karde.

Final Words


To dosto Iss tarah se ham apne Blogger to WordPress migrate kiye hue blog mese ?m=1 Jese Veriable WordPress URL Query String mese remove Kar sakte ho.

I hope aapko ye Artical Achha laga hoga To friends WhatsApp Aur Facebook Jese social media Pe share jarur Kare.

0 Please Share a Your Opinion.: